How To Create Website Free Google Website Blog 2018 By pakurduworld

Website Kaise Banaye in Hindi  Free Google Website,Blog

Hello Friends aaj ham online world ka sab se bahry salabas  ke baare me jaanege – Website, ji hai website kaise banaye aaj ham ye jaane gey,

Agar aap apna online business karna chate ho ya apne kisi knowledge ko duniya se online share karna chate ho to aap ki website hona bhut zaruri hai, or aaj ham jane gey ki free website kaise banaye Google ki madad se.
Blogger-par free blog kaise banaye
Start karne se Phele me kuch baate hai jo me aap ko batana chata hu ki, ham jo website bana rahe hai wo blogger.com par bana gi. Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai, jisko ham Blog bhi bolte hai,

Website Blog Banane ke liye kin>kin chizo ki zarurat hai ?

  1. Gamil account
  2. Computer
  3. Internet Connection 

Website

Blog

kaise banay

follow Me

Step 1: www.Blogger.com par jao.
Agar aap ke paas phele se Google account  gmail account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par ek account banay.
Step 2: Blog bnane ke liye New Blog ki button par click kare
Step 3: ek naya page khulega
Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link <url>or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.
  1. Title – Isme aapko apne Blog ka Naam Likhna hai.
  2. Address – Blog ka kya address dena hai. jo phele se kisi ka naa ho. Acha Address kaise select kare
  3. Template  – Niche diye huee template me se template ko select kate. Pade kaise Change karte hai Template ko
  4. Create Blog! – Last me is button par click kare.
ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.
*Note: ek baat dyaan rake ki aapke blog ki jo link rahegi usme blogspot bhi rahega. matlab jas k  aapne blog ke link liya pakurduworld to aapke blog ki link rahegi pakurduworld.blogspot.com. agar aapko ye blogspot hatana hai to uska bhi tarika hai jo me aapko aage bataoga,

Comments