how to 5 best video editing apps Android phone ke liye – 2018

how to 5 best video editing apps Android phone ke liye – 2018


hello dosto aaj hum is post mai janne bale hai top 5 video editing apps konse hai jisse aap apni video bana sakte free mai use ache ache se tarike se edit kar sake dosto aap sochte hoge ki youtube par log apni video edit karte hai itne ache se ache tarike se to aaj mai aapko batana bala hu kuch ese apps ke baare mai jinse aap bhi apni video edit kar sakte hai vo bhi 5 mintue mai or ek profashionl video bana sakte hai.

  • android app kaise banaye
  • facebook se call deatils and contact kaise hack kare

Top 5 video editing apps

  1. power director video editing app
Dosto yah bhut hi acha app hai aap ise bhut hi asani se ek profashionl look de sakte hai apni video ke liye or ek sandaar video edit kar sakte hai e app sabse acha app mana jata hai video editing ke liye lekin isme jab aap video edit karege to power director ka watermark show kare jisse ki aapki video non profashionl lagegi agar aap vo water mark hatana chahte hai to aapko 390rs kharch karne padege or aapka water mark aana band ho jaega.
                                                            Download app
2. kinemaster – pro video editing app
dosto kinemaster android mobile ke liye sabse best app hai mai v isi app se video edit karta aa raha hu or aajtak isi app se karta aa raha hu aap kinemaster ka mod version google se download bhi kar sakte hai mai v mod version hi use karta hu mode version se aapko yah fayda hai ki koi bhi watermark show nhi hoga kinemaster ka or sare fetaures aapko unlock milege us app mai to aap kinemaster app se bhi bhut asaani se ek achi se achi video edit lkar sakte hai.
3. Flimora go – video editing app
flimora go bhut acha app hai video editing ke liye agar kaha jaye to aap is apps se kam se kam time mai video edit kar sakte hai is app se ye app hmara bhut time bachati hai jlzi se jlzi video edit kar deti hai lekin is app ke features kinemaster se jayda ache nhi hai lekin ek video edit karne ke liye acha app jai kam time mai video edit kar sakte hai app lekin is app se aap ek profashionl video edit nhi kar sakte hai.
4. viva video pro – video editing app
yah application jaydatar ek normal app hi hai to jaydatar ek acha video edit karke de deta hai but isme video editing karne mai aapko jayda time lag sakta hai to mei aapko hmesha video editing ke liye kinemaster app use karne ko hi kahuga viva video se aapko video export karne mai bhut kam time lagta hai yah kam mb mai video ki achi quality de deti hai jayda storage bhi nhi lagta iski interface ki bat kare to bhut hi simple interface mai aata hai or yah kafi lite bhi hai is app ki size 22 mb hai or is app ko aap kam ram bale phone mai bhi asaani se chala sakte ho but is app se video editing mai iska watermark aata hai jo hmare video ka look kharab kar deta hai aap is app ko playstor se download kar sakte hai.

5. adobe premiere clip
video editi karne ke mamle mai is app ka kafi bada name hai is app mai kagi features hai jiski list aapko bhut lambi milegi is app mai auto genrate video bnane ki power hai agar aap video ko khud se editing nhi karna chahte hai to or agar aap khud video edit karna chahte hai to uske liye bhi isme aapko bhut se tools mil jaege or aap easly video bana paege.

Comments